Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Pyarelal
Home Pyarelal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam jal raha hai dil mera main chup rahun to kaise ghut raha hai dam mera main kuchh kahun to kaise ghum se haden khushi ki jaan milin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam kitne din guzar gaye kismat ko sote sote kitni umr kat gayi din raat rote rote phir bhi to badnaseebi kam nahin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam mere sanam mere sanam
mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam zindagi ke dukh bhare yeh din kahaan bitaaun jo na koyi ghum kare wo dil kahaan se laaun sab kuchh hai phir bhi jaise kuchh nahin uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam jal raha hai dil mera main chup rahun to kaise ghut raha hai dum mera main kuchh kahun to kaise ghum se hadein khushi ki ja milin uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam sun mera gum uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam
Mere Soone Jeevan Ka
meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai kabhi wo apni hoti hai kabhi begaani hoti hai kabhi begaani hoti hai isi umar mein aa ke to bante hain afsaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai mil jaaye to ye hansta hai aur toot jaaye to rota hai toot jaaye to rota hai thukraana hai thukra do milta hai mil jaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do ye chehra bhi ek darpan hai do tasveeren dikhlaata hai
Meri Bibi Maike Chali Gayi
meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade hans ki chaal mein dekho o kauwa ude meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade hey kya hasina hai ye ek nagina hai ye kya hasina hai ye ek nagina hai ye baarhon maas tape wo mahina hai ye abhi tola hai to abhi masha hai ye meri mashook hai ya ek tamasha hai ye roz chehre pe aur ek chehra jade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade sadke badalkar kya fashion ye surat badli hai badalkar kya fashion ye surat badli hai bina par ki titli sanwar kar nikli hai laga doon gaalon pe ye bindiya kaajal ki nazar lag jaaye na haye kisi paagal ki wo bache na ye jiske bhi palle pade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade burrrr kurban jawan kuchh bhi kehle mujhe haan ye haq hai tujhe kuchh bhi kehle mujhe haan ye haq hai tujhe tu na chahe magar maine chaha tujhe
meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tere paas laa ke naseeb ne mujhe kitni door hata diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin main wo dard jiski dawa nahin tujhe dekh kar jo ye lab hanse teri aarzoo ne rula diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko
hoooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo oooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa hoooo hoooo hooooo hooooo mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo o mitwaaaaa mitwaa re mitwaa uttar naa jayi ho dakkhin naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo chaaron dishaayen pardes jaayen chaaron dishaayen pardes jaayen pardesi waapas aaye naa aaye pardesi waapas aaye naa aaye ghar se nikas ke ghar se nikas ke dhoka naa khaiyo mitwaaaaa mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo iss jee mein rahiyooooooooo iss jee mein rahiyo tum jaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke ankhiyon se aansoo ankhiyon se aansoo ban ke naa bahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein
hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon ho oo hoho ho mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki badi khoobsurat adaa hai aapki badi khoobsurat nighaah hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein koi dawaa to batlaao ke dard rehta hai zara sa dil mein yahi dard e dil to dawaa hai aapki yahi dard e dil to dawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai kya ho gaya hai iss hawaa ko jo aise meri zulfon ko bikhraa rahi hai kare kya ke aashique hawaa hai aapki kare kya ke aashique hawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki aaye naa neend muhabbat mein to raat suhani koi kaise
aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa ni sa re ma paa ma pa ni pa ma re ni sa re ga re ma ga re ga sa re ni sa moh maaya ko tyaag re praani moh maaya ko tyaag re praani jeevan hai jeevan hai bas behta paani jeevan hai bas behta paani moh maaya ko tyaag re praani jal pe kaahe chitr banaaye aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa jal pe kaahe chitr banaaye ye chhaya to hai aani jaani ni sa re ma pa ma pa ni pa ma re roop ki dhoop to dhal jaayegi roop ki dhoop to dhal jaayegi mom ye saari pighal jaayegi mom ye saari pighal jaayegi sukh dukh hai sukh dukh hai sab bemaani ahnkaar kaa aanchal chhodo aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa ahnkaar kaa aanchal chhodo jhuthe bandhan saare todo jhuthe bandhan saare todo kehte aaye sadaa hi gyaani jeevan hai bas behta paani moh maaya ko tyaag re praani moh maaya ko tyaag re praani moh maaya ko tyaag re praani
hmm hmm morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni pawan ki baandhun paayal main ghataa ki odhun odhni morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni hoke sadke bahaar meri chaal pe mere raste mein phool bichhaye re hoke sadke bahaar meri chaal pe mere raste mein phool bichhaye gora din chamkaye rang roop ko kaali raat mujhe kaajal lagaaye re meri saheli banke hawa mere ang sang chali oo oo oo oo oo morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni kabhi peepal ke neeche chhanv mein kabhi panghat ke peechhe gaon mein kabhi peepal ke neeche chhanv mein kabhi panghat ke peechhe gaon mein aise naachti phirun main baanvri jaise baandhe hon ghunghru panv mein nadi ke maujon jaisi main hoon badi hi manchali oo oo oo oo oo morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni mujhe ye aaj kal kya ho gaya kaun pairon mein kaanta chubho gaya
mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge nazar kyun pher li kya ye nazara tum na dekhoge kahin par tootte hain dil kahin bajti hai shehnai mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil tumhe hum ye nahin kehte ki vada tumne toda hai tumhe hum ye nahin kehte ki vada tumne toda hai magar aye humsafar tumne jahan par saath chhoda hai ye rasta hai ki hai manzil samajh mein baat na aayi mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil
kuchh pyaar kar mujhe pyaar kar aaaaaaaa mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe jaane de na nan nan na na na mujhe jaane de na na nan na na na kal aane de na nan nan na nana na kal aane de na na nan na na na kal phir sahi par aaj bhi aankhen chaar kar aankhen chaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na dil mein rahin baaten kayin dil mein rahin baaten kayin yun hi gayi raaten kayi yun hi gayi raaten kayi raaten na gin do chaar din intezaar kar intezaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na marzi hai kya tu maan jaa marzi hai kya tu maan jaa kyaa maan loon naadan jaa kyaa maan loon naadan jaa zid chhod de zid chhod de zid chhod de zid chhod de sau baar kar sau
mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet pagal hote hain kuchh log jinko lagta hai ye rog pagal hote hain kuchh log baithe aahen bharte hain kagaj kaale karte hain dil mein aati hai jo baat likhte jaate hain din raat usse un deewanon ko kisi se ho jaati hai preet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet mujhse poochhe mere meet geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek gori ke matware nain le jaate hain man ka chain gori ki matwari chaal ban jaati hai sur aur taal gori ke do meethe bol ban jaate hain man sangeet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet
dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar do paise ki dulhan lega chhe paise ka haar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar do paise ki dulhan lega chhe paise ka haar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dulha chhota chhota sa dulhan moti moti si dulha chhota chhota sa dulhan moti moti si miya halke fulke se begam double roti si somwaar ko jo soye to jaage shukkarwaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar halwa poora aath ser aur saath pooriyaan khaye halwa poora aath ser aur saath pooriyaan khaye phir bhi dulhan sharam ke maare bhukhi hi reh jaaye assi gaj ki bechaari ko tang pade salwaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar pyaar jo aaye munne par to usko god mein
hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm lala laa lala lala laa ha ha haa ho ho hoo la la la la laaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do laa lala laa hey hey hey ra ra raaaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein ik qaidi ki tarah pada hai kab se ye dil seene mein pinjre ka darwaaja todo panchhi ko parwaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka dosto ye zindgi ek imtihaan hai dosto ye zindgi ek imtihaan hai jeena to mushkil hai marna aasaan hai aasaan hai oo jeene waalo zindagi ko koi andaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil
na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam gagri bachaye ke tu manwa sambhale gagri bachaye ke tu manwa sambhale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale tham tham ke chalna tera girna sambhalna tera aaye na kaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare kuchh der to jaayegi baaton mein ho jaayegi subha se shaam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam
yada yada hi dharmasya glaanirbhavati bharat abhyutthanam dharmasya tadaatmaanam srujaamyahum nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe dhan daulat aur kisi ko de dhan daulat aur kisi ko de bas de de apna pyaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe nandlaal gopaal daya karke tann mann ka na chaahe hosh rahe tann mann ka na chaahe hosh rahe tera naam na bisre bhule se tere dhyan mein itna kho jaaun tere dhyan mein itna kho jaaun paagal samjhe sansaar mujhe nandlaal gopaal daya karke aaaaaa aaaaaa main nirdhan gokul aur mathura main nirdhan gokul aur mathura tere darshan ko to jaa na sakun jab apne mann mein jhaankun main jab apne mann mein jhaankun main ho jaaye tera deedaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe dhan daulat aur kisi ko de bas de de apna pyaar mujhe nandlaal gopaal daya karke
neend nigaahon ki kho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat aur mohabbat jo ho jaati hai jaan hi jaati hai so jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat duniya se judaa iski baatein duniya se judaa iski baatein guzri hain kai aisi raatein jab chaand sitaare bhi soye rahe hum unke khayaalon mein khoye rahe hum ko jagaa ke ye so jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat nazron se lapakte hain sholey nazron se lapakte hain sholey jal jaata hai dil hauley hauley ikraar karo ke inkaar karo chup chaap raho ke izhaar karo baat ye honi hai ho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat kasmein na uthaaye zamaana kasmein na uthaaye zamaana kyun ki mushkil hai daaman chhudaana har ek kasam dekho toot gayi ye jo aap
o baabu humne to pyaar kiya hai o baabu humne to pyaar kiya hai tere pyaar mein jeene marne ka tere pyaar mein jeene marne ka ikraar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai tere pyaar mein jeene marne ka ikraar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai kya duniya hai kya daulat hai kya duniya hai kya daulat hai sab raunak dil ki badaulat hai o bedarda dil to liya ab dil to liya ab jaan bhi le le humne kab inkaar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai o jaani humne to pyaar kiya hai in kadmon mein dam todenge in kadmon mein dam todenge tera daaman na chhodenge dil ka sauda humne kiya ab humne kiya ab ye tu jaane tune kya dildaar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai tere pyaar mein jeene marne ka ikraar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai kurbaan jaani kismat ne chor bana daala kismat ne chor bana daala tumne kuchh aur bana daala shukriya tera maine adaa ek baar nahin do baar nahin ek baar nahin do baar nahin sau baar kiya hai jaani humne bhi pyaar kiya hai o jaani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Sanam Sun Mera Ghum Naag Mandir (1966) 03:34 37838
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:34   Song Number : 37838   

Mere Sanam Sun Mere Ghum (Male) Naag Mandir (1966) 03:30 18355
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:30   Song Number : 18355   

Mere Soone Jeevan Ka Aasra (1966) 05:05 14691
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Balraj Sahni
Duration : 05:05   Song Number : 14691   

Meri Baat Ke Maane Do Paise Ki Gudiya (1974) 04:09 38725
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Saira Banu, Naveen Nishchal
Duration : 04:09   Song Number : 38725   

Meri Bibi Maike Chali Gayi Akalmand (1984) 05:25 38370
 
Poster of Akalmand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:25   Song Number : 38370   

Meri Kaali Kalooti Ke Nakhre Bade Apne Rang Hazaar (1975) 05:39 37808
 
Poster of Apne Rang Hazaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:39   Song Number : 37808   

Meri Zindagi Ke Charaag Jaal (1967) 04:08 11928
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 11928   

Mitwa Re Mitwa Pankaj Udhas 04:42 18502
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Vikas Anand, Danny
Duration : 04:42   Song Number : 18502   

Mizaje Garami Dua Hai Jaal (1967) 05:13 13390
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 05:13   Song Number : 13390   

Moh Maya Ko Tyag Re Bhairavi (1996) 05:23 31555
 
Poster of Bhairavi (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashwani Bhave, Sridhar
Raag- 
Syam-Kalyan
Duration : 05:23   Song Number : 31555   

Morni Re Morni Pratiggya (1975) 06:09 12256
 
Poster of Pratiggya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 06:09   Song Number : 12256   

Mubarak Ho Tujhe Raja Jani (1972) 04:23 37135
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 04:23   Song Number : 37135   

Mujhe Pyaar Kar Prem Shastra (1974) 04:54 31543
 
Poster of Prem Shastra (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:54   Song Number : 31543   

Mujhse Poochhe Mere Meet Dil Aur Deewar (1978) 03:31 37860
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 37860   

Munna Jayega Bazaar Man Mandir (1971) 04:26 17656
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:26   Song Number : 17656   

Mushkil Mein Hai Kaun Angaar (1992) 05:49 39041
 
Poster of Angaar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:49   Song Number : 39041   

Na Jaiyo Radhe Sau Saal Baad (1966) 03:35 40581
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40581   

Nandlal Gopala Daya Karke Sadhu Aur Shaitaan (1968) 03:59 17627
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:59   Song Number : 17627   

Neend Nigaahon Se Lootera (1965) 05:07 39764
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Nishi
Duration : 05:07   Song Number : 39764   

O Babu Humne To Pyaar Kiya Hai Teesri Aankh (1982) 06:16 12340
 
Poster of Teesri Aankh (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Neetu Singh
Duration : 06:16   Song Number : 12340   
Karaoke Songs of Pyarelal, Sad Songs of Pyarelal, Love Songs of Pyarelal, Dance Songs of Pyarelal, Hip-hop songs of Pyarelal, Best songs of Pyarelal, Super hit songs of Pyarelal, hit songs of Pyarelal, duet songs of Pyarelal, solo songs of Pyarelal, old songs of Pyarelal, famous songs of Pyarelal, Hindi Karaoke Songs of Pyarelal, Hindi Sad Songs of Pyarelal, Hindi Love Songs of Pyarelal, Hindi Dance Songs of Pyarelal, Hindi Hip-hop songs of Pyarelal, best Hindi songs of Pyarelal, super hit Hindi songs of Pyarelal, hit Hindi songs of Pyarelal, duet Hindi songs of Pyarelal, solo Hindi songs of Pyarelal, old Hindi songs of Pyarelal, famous Hindi songs of Pyarelal, Sing Along Songs of Pyarelal, Sing Along Sad Songs of Pyarelal, Sing Along Love Songs of Pyarelal, Sing Along Dance Songs of Pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of Pyarelal, Sing Along Best songs of Pyarelal, Sing Along Super hit songs of Pyarelal, Sing Along hit songs of Pyarelal, Sing Along duet songs of Pyarelal, Sing Along solo songs of Pyarelal, Sing Along old songs of Pyarelal, Sing Along famous songs of Pyarelal